Latest Ghazal


Ay Dil bus kar itna bhi kisi ko chaha nahi karte


Ay Dil bus kar itna bhi kisi ko chaha nahi karte
Jab chahat ki qadar na rahe phr kisi ko socha nahi karte

Gawah han humare ye chand sitare sb k sub
Hum tere Ghum mai raat raat bhar soya nahi karte

Jab kisi ko paane ki umeed baqi na rahe Mohsin,,,
Phr kisi ko youn RAB se bhi manga nahi karte.........