Love Ghazal

 
bohat din hu gay shyd kinara kar liya us ny,
 
 
bohat din hu gay shyd kinara kar liya us ny,
humary bad b akhir guzara kar liya us ny,,
humara zikar tu us k laboon pe aa ni sakta,,
humain ehsas hai hum sy kinara kar liya us ny
wo basti gair ki basti
wo kocha gair ka kocha
suna ishq b tu ab dobara kar liya us ny
sunna hai gair ki bahoon ko wo apna samajta hai,,
ye lagta hai mery dukh ko gawara kar liya us ny,,
bhulla kar pyar ki qasmain wo waddy tor kar
kisi or ko zindgi sy b piyara kar liya us ny,,